Main Waapas Aaunga <Unplugged >
Album Song : Main Waapas Aaunga
Song Writer: Ashish Kandal
Aye guzarne wali hawa baata
Mera itna kaam karegi kya
Mere gaav jaa
Mere doston ko salam de
Mere gaav mein hai jo woh gaali
Jaha rehti hai meri dilruba
Usse mere pyar ka jaam de
Usse mere pyar ka jaam de
Wahi tohdi dur hai ghar mera
Mere ghar mein hai meri buddhi maa
Mere maa k pairo ko chuhu k tu usse usske...
Aye guzarne wali hawa baata
Mere doston meri dilruba
Meri maa ko mera fayam de
Usse jaake tu yeh bayaan de
Sandese aate hai
Hume tadpate hai
Toh chitthi aati hai
Ke puche jaati hai
Ke ghar kabh aaoge
Ke ghar kabh aaoge
Likho kabh aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna sunaa hai
Main wapis aaonga
Main wapis aaonga
Main wapis aaonga
Main wapis aaonga
0 Comments