Shukriya Shukriya Lyrics Song
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Shukriya shukriya dard jo tumne diyaYeh khata humse huyi dil jo bas tumko diya
Naa koyi shikwa gila tumse oh bewafa
Naa koyi shikwa gila tumse oh bewafa
Pyar to tha hi nahi pyar jo tumne kiya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Ro bhi naa paon abb toh tanha raton mein
Aansu bhi na chhode tumne aankho mein
Jakham diya hai aisa bhool na paon tujhe
Mar jaunga main toh teri yaadon mein
Shukriya shukriya jakham jo tumne diya
Shukriya shukriya jakham jo tumne diya
Yeh khata humse huyi dil jo bas tumko diya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Apna kehke jabse tumne loota hai
Kya main bolun yeh dil kitna toota hai
Toote dil ka har tukda yeh kehta hai
Pyar na karna pyar to bas ek dhoka hai
Shukriya shukriya dil jo tod diya
Shukriya shukriya dil jo tod diya
Yeh khata humse huyi dil jo bas tumko diya
Naa koyi shikwa gila tumse oh bewafa
Naa koyi shikwa gila tumse oh bewafa
Pyar to tha hi nahi pyar jo tumne kiya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya
0 Comments